pal ek pal edius wedding song project

pal ek pal edius wedding song project

pal ek pal mein hi
tham sa gaya tu haath
mein haath jo de gaya
chalun main jahan jaye
tu dayein main tere,
baayein tu hun rut main,
hawayein tu saathiya..
hansu main jab gaaye tu

roun main murjhaye tu
bhigun main barsaye tu saathiya..
saaya mera hai teri shakal
haal hai aisa kuch aajkal
subah main hun tu dhoop
hai main aaina hun tu
roop hai yeh tera saath
khoob hai humsafar..
tu ishq ke saare rang
de gaya phir khinch ke

apne sang le gaya kahin
pe kho jaaye jo jahan
ruk jaaye pal kabhi
naa phir aaye kal saathiya..
ek maange agar sau khwaab
doon tu rahe khush,

main aabad hun tu
sabse juda juda sa
hai tu apni tarah
tarah sa hai mujhe
lagta nahi hai tu
dusra pal ek pal
mein hi tham sa

gaya tu haath mein
haath jo de gaya chalun
main jahaan jaaye tu
dayein main tere,
baayein tu hun rut main,
hawayein tu saathiya..
hansu main jab gaaye tu
roun main murjhaye tu
bhigun main barsaaye tu
saathiya.. ho.. mm.. mmm..

 

Similar Posts

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *